Back to: Two Line Love Poetry In Urdu
0

| Naraz sirf un se hua jata hai Jin pe maan ho ke vo mna lenge |

| Naraz Ishq! Husn ki Majboriyan samaj Mehfil mein ijtinaab ka matlab kuch aur hai |

| Milna hai tum se uss jahan mein jis jahan mein bichrane ka riwaj na ho |

| Qismat ke trazu mein tolo tu faqeer hein dard e dil mein hum sa nawab nahin koi |

| Abhi skoon mein hai vo kisi aur ka ho ke Aagh tu tb lge gi jab hum kisi aur ke hoonge |